Acha suno, imagine you walk into an event, full swag mein, aur bas—pop! A digital frame appears saying, “I attended IIGF 2023.” Matlab, koi proof maange toh phone nikaalo aur dikha do—baat khatam! 😎

Yeh hai power of Meta AR Filters. Simple, stylish, aur ekdum next-level digital flex. The idea is to make government events more engaging and interactive—kuch boring files aur paperwork se alag, ek chhoti si fun tech twist!

Applications_used_for_Music_Frame_AR_Filter_Bucketlisthuman_BLH

Maine yeh filter banaya for a government agency, and let’s be honest—jab sarkari cheezon mein thoda AR-VR ka tadka lagta hai, toh maza alag hi aata hai. Imagine ministers aur babus bhi apne AR filters se photo kheench rahe hain! 😂

Ab agar tum soch rahe ho ki Meta AR Filters ka scene kaise set karna hai, ya phir yeh tech aur kahaan kaam aa sakti hai, toh ek kaam karo—seedha BabaPinnak ki website pe jao. Wahan sab kuch milega—AR filters, digital transformations, aur aur bhi tech wale jadu-tona ke tareeke!

Bas ab ek kaam karo—next time kisi bade event mein jaane ka plan ho, toh AR filter ready rakhna. Flex karo, impress karo, aur haan, Insta pe tag karna mat bhoolna! 📲🔥

Meta Spark’s platform AR filter has been discontinued, effective January 14, 2025. For more details, visit the official announcement: Meta Spark Announcement.